Jab tak meri nigaah mein tera jamaal hai,
Ai dost mera hosh mein aana muhaal hai..
Baada-kashon ne paai hai mairaaj-e-aashiqi,
Saaqi ye teri mast nazar ka kamaal hai.!!
"Fana Bulandshahri"
Ranj-o-alam Ke Dhhol Baja Kar, Chahat Ka Kashkol Uthha Kar, Dar Dar Phirna Theek Nahin Hai Suno Mohabbat Bheekh Nahin Hai.! रन्ज-ओ-अलम के ...
No comments:
Post a Comment