Posts

Showing posts from May, 2020

Ab Ke Ye Soch Ke Beemar Pade Hain Ke Humein

Ab Ke Ye Soch Ke Beemar Pade Hain Ke Humein,  Theek Hona Hi Nahi Teri Ayadat Ke Baghair!  ‏اب کے یہ سوچ کے بیمار پڑے ہیں کہ ہمیں ٹھیک ہونا ہی نہیں __تیری عیادت کے بغیر

Apne Kirdaar Ko Mausam Se Bachaye Rakhna

Apne Kirdaar Ko Mausam Se Bachaye Rakhna,  Laut Kar Phool Mein Waapas Nahi Aati Khushbu!  अपने किरदार को, मौसम से बचाये रखना, लौट कर फूल में, वापस नहीं आती ख़ुश्बू! 

Muqarrar Kar Diye Jaate Hai Sauda-sulf Laane Par

Muqarrar Kar Diye Jaate Hain Sauda-sulf Laane Par,  Meri Basti Ke Boodhe Jab Kamaana Chhod Dete Hain!  मुक़रर्र कर दिये जाते हैं, सौदा-सुल्फ लाने पर, मेरी बस्ती के बूढ़े, जब कमाना छोड़ देते हैं..!!

Dariya Ki Dahleez Pe Baithi Soch Rahi Hain Ye Aankhein

Dariya Ki Dahleez Pe Baithi Soch Rahi Hain Ye Aankhein,  Kitna Waqt Lagega Aakhir Saare Khwaab Bahaane Mein!  दरिया की देहलीज़ पे बैठी, सोच रही हैं ये आंखें, कितना वक़्त लगेगा आख़िर, सारे ख़्वाब बहाने में! 

Andaaz-e-bayaan Rang Badal Deta Hai Warna

Andaaz-e-bayaan Rang Badal Deta Hai Warna,  Duniya Mein Koi Baat Nayi Baat Nahi Hai!  अंदाज़े-बयां, रंग बदल देता है वरना, दुनिया में कोई बात, नई बात नहीं हैं! 

Sabab Talaash Karo Apne Haar Jaane Ka

Sabab Talaash Karo Apne Haar Jaane Ka,  Kisi Ki Jeet Pe Rone Se Kuch Nahi Hoga!  सबब तलाश करो, अपने हार जाने का,  किसी की जीत पे, रोने से कुछ नहीं होगा! 

Lazzat-e-wasl Se Bhi Badh Ke Maza Aayega

Lazzat-e-wasl Se Bhi Badh Ke Maza Aayega,  Apni Tanhaai Se Dil Apna Laga Kar Dekho!  लज़्ज़ते-वस्ल से भी, बढ़ के मज़ा आयेगा, अपनी तन्हाई से, दिल अपना लगाकर देखो! 

Majboori-e-halaat Hi Zanjeer Hai Warna

Majboori-e-halaat Hi Zanjeer Hai Warna,  Pinjre Mein Parinde Kabhi Be-par Nahi Hote!  मजबूरी-ए-हालात ही, ज़ंजीर है वरना, पिंजरे में परिंदे, कभी बे-पर नहीं होते!