Friday, June 1, 2018

Main Kayenaat Mein Sayyaron Mein Bhatakta Tha

* Nazm *
__________

Main kayenaat mein sayyaron mein bhatakta tha,

Dhuein mein dhool mein uljhi hui kiran ki tarah,

Main is zameen pe bhatakta raha hun sadiyon tak,

Gira hai waqt se kat kar jo lamha us ki tarah,

Eatan mila to gali ke liye bhatakta raha,

Gali mein ghar ka nishaan dhundhta raha barson,

Tumhaari roih mein ab jism mein bhatakta hun,

Labon se chum lo aankhon se thaam lo mujh ko,

Tumhaari kokh se janmun to phir panah mile.!!

"Gulzaar"

No comments:

Post a Comment

Ranj O Alam Ke Dhhol Baja Kar

Ranj-o-alam Ke Dhhol Baja Kar, Chahat Ka Kashkol Uthha Kar,  Dar Dar Phirna Theek Nahin Hai  Suno Mohabbat Bheekh Nahin Hai.! रन्ज-ओ-अलम के ...