Sunday, June 11, 2017

Ibaadaton Ki Tarah Main Ye Kaam Karta Hun

Ibadaton ki tarah mein ye kaam karta hun,
Mera usool hai pahle salaam karta hun..

Mukhalifat se meri shakhsiyat nikharti hai,
Mein dushmanon ka bada ahteraam karna hun..

Mein dar gaya hun bahut, sayadaar pedon se,
Zara si dhoop bichha kar qayaam karta hun..

Mujhe khuda ne ghazal ka dayaar bakhshaa hai,
Ye saltanat mein muhabbat ke naam karta hun.!

"Basheer Badr"

No comments:

Post a Comment

Ranj O Alam Ke Dhhol Baja Kar

Ranj-o-alam Ke Dhhol Baja Kar, Chahat Ka Kashkol Uthha Kar,  Dar Dar Phirna Theek Nahin Hai  Suno Mohabbat Bheekh Nahin Hai.! रन्ज-ओ-अलम के ...