Kashti tera naseeb chamakdaar kar diya,
Is paar k thapedon ne us paar diya..
Afwaah thi ki meri tabiyat kharaab hai,
Logon ne pooch pooch ke beemar kar diya..
Do gaj sahi magar ye meri milkiyat to hai,
Ai maut tune mujhe zamindaar kar diya.!
Ranj-o-alam Ke Dhhol Baja Kar, Chahat Ka Kashkol Uthha Kar, Dar Dar Phirna Theek Nahin Hai Suno Mohabbat Bheekh Nahin Hai.! रन्ज-ओ-अलम के ...
No comments:
Post a Comment