Main Phir Palat Ke Teri Tamanna Na Kar Sakun,
Kuch Is Tarah Se Mujh Ko Judaai Bhi De Kabhi..
Larzaa'n Hain Kab Se Aankh Mein Ashkon Ke Qaafile,
In Qaidiyon Ko Izn-e-rihaai Bhi De Kabhi.!
____________________
میں پھر پلٹ کے تیری تمنا نہ کر سکوں
کچھ اس طرح سے مجھ کو جدائی بھی دے کبھی..
لرزاں ہیں کب سے آنکھ میں __ اشکوں کے قافلے
ان قیدیوں کو اذن _ رہائی بھی دے کبھی..
No comments:
Post a Comment