* Qitaa *
__________
So gaye anjum-e-shab yaad na aa,
Ai meri jaan-e-tarab yaad na aa..
Meri pathraai hui aankhon mein,
Koi aansu nahin ab yaad na aa.!!
"Habeeb Jalib"
Ranj-o-alam Ke Dhhol Baja Kar, Chahat Ka Kashkol Uthha Kar, Dar Dar Phirna Theek Nahin Hai Suno Mohabbat Bheekh Nahin Hai.! रन्ज-ओ-अलम के ...
No comments:
Post a Comment