* Qitaa *
__________
Rang o bu-e-gulaab kah lunga,
Mauj-e-jaam-e-sharaab kah lunga..
Log kahte hain tera naam na lun,
Main tujhe mahtaab kah lunga.!!
"Habeeb Jalib"
Ranj-o-alam Ke Dhhol Baja Kar, Chahat Ka Kashkol Uthha Kar, Dar Dar Phirna Theek Nahin Hai Suno Mohabbat Bheekh Nahin Hai.! रन्ज-ओ-अलम के ...
No comments:
Post a Comment