* Qitaa *
__________
Jahaan aasaan tha din ko raat karna,
Wo galiyaan ho gayi hain ek sapna..
Ab un ki yaad hai palkon pe raushan,
Ab un ko kah nahin sakte hum apna.!!
"Habeeb Jalib"
Ranj-o-alam Ke Dhhol Baja Kar, Chahat Ka Kashkol Uthha Kar, Dar Dar Phirna Theek Nahin Hai Suno Mohabbat Bheekh Nahin Hai.! रन्ज-ओ-अलम के ...
No comments:
Post a Comment