Tuesday, March 6, 2018

Ghum-e-zamana Se Kah Do Ke Intizaar Kare

Ghum-e-zamana Se Kah Do Ke Intizaar Kare,
Kisi Ke Zulf Ke Saaye Mein So Gaya Hun Main...

Talaash Kar Nahi Sakta Mujhe Koi Ghum Bhi,
Tumhaare Lams Ki Khushbu Mein Kho Gaya Hun Main...

Na Tere Wasl Ki Khwahish, Na Tere Hijr Ka Ghum,
Mera Khyaal Hai Patthar Ka Ho Gaya Hun Main.!! 

غم_زمانہ سے کہہ دو کہ انتظار کرے.
کسی کی زلف کے ساۓ میں سو گیا ہوں میں.

تلاش کر نہیں سکتا مجھے کوئی غم بھی.
تمہارے لمس کے خوشبو میں کھو گیا ہوں میں.

نہ تیرے وصل کی خواہش نہ تیرے ہجر کا غم.
میرا خیال ہے پتھر کا ہو گیا ہوں میں.!

No comments:

Post a Comment

Ranj O Alam Ke Dhhol Baja Kar

Ranj-o-alam Ke Dhhol Baja Kar, Chahat Ka Kashkol Uthha Kar,  Dar Dar Phirna Theek Nahin Hai  Suno Mohabbat Bheekh Nahin Hai.! रन्ज-ओ-अलम के ...