Monday, December 18, 2017

Jhooth Chehrey Pe Sajaana Nahi Aaya Mujh Ko

Jhooth Chehrey Pe Sajaana Nahi Aaya Mujh Ko,
Zindagi, Tujh Ko Bitaana Nahi Aaya Mujh Ko...

Rah Ke Duniya Mein Bhi Seekhi Nahi Duniya-daari,
Kar Ke Ahsaan, Jataana Nahi Aaya Mujh Ko..!!

No comments:

Post a Comment

Ranj O Alam Ke Dhhol Baja Kar

Ranj-o-alam Ke Dhhol Baja Kar, Chahat Ka Kashkol Uthha Kar,  Dar Dar Phirna Theek Nahin Hai  Suno Mohabbat Bheekh Nahin Hai.! रन्ज-ओ-अलम के ...