Azhar Faraagh _
Zara Si Der Thehar Kar Sawaal Kya Kartey,
Safar Se Aaye Huo'n Ka Khyaal Kya Kartey,
Main Jaanta Hoon Mujhey Mujh Se Maangne Waaley,
Paraayi Cheez Ka Jo Log Haal Kartey Hain,
Wo Dastiyaab Humein Is Liye Nahi Hota,
Hum Istifaadah Nahi Dekh Bhaal Kartey Hain,
Zamaana Ho Gaya Halaanke Dast Chhodey Huye,
Humaare Tazkirey Ab Bhi Ghazaal Kartey Hain,
Wo Ishq Jis Ke Giney Ja Chukey Hain Din Azhar,
Hum Us Charaagh Ki Saansein Bahaal Kartey Hain..!!
اظہر فرؔاغ _
ذرا سی دیر ٹھہر کر سوال کرتے ہیں
سفر سے آئے ہوؤں کا خیال کرتے ہیں
میں جانتا ہوں مجھے مجھ سے مانگنے والے
پرائی چیز کا جو لوگ حال کرتے ہیں
وہ دستیاب ہمیں اس لئے نہیں ہوتا
ہم استفادہ نہیں دیکھ بھال کرتے ہیں
زمانہ ہو گیا حالانکہ دشت چھوڑے ہوئے
ہمارے تذکرے اب بھی غزال کرتے ہیں
وہ عشق جس کے گنے جا چکے ہیں دن اظہر
ہم اس چراغ کی سانسیں بحال کرتے ہیں
No comments:
Post a Comment